
Baby Ke Saath Time-Table Tracker - 20 Page Printable Routine Planner for Moms
🌸 Ek Thaki Hui Mummy Ki Kahani Se Bana Hua Tracker 🌸
Kya aapka bhi pura din baby ko sambhalte hue nikal jata hai?
Chai thandi ho jati hai, kaam adhura reh jata hai aur khud ke liye time hi nahi milta?
Main Nahid, aapki tarah ek Mummy hu. Maine apni real life se ye Flexible Time-Table banaya hai jo 9-to-5 jaisa strict nahi hai.
Is E-Book / Tracker Me Aapko Kya Milega? (20 Pages PDF)
✅ Block Routine System - 6 AM se 10 PM tak 6 Easy Blocks
✅ 90-Minute Focus Sprint - Baby sote hi kaam kaise khatam karein
✅ Morning Se Night Tak Ka Action Checklist
✅ Daily & Weekly Printable Tracker (Roz Tick Karo)
✅ Bimar Din / Vaccination Wale Din Ka Special Plan
✅ Mummy Ke Liye 5 Secret Time-Saving Hacks
Ye Kiske Liye Hai?
- Jinki baby 3 month se 3 saal tak hai
- Jo Work From Home kar rahi hain
- Jinhe apna din bina guilt ke manage karna hai
Aapko Kya Milega?
- 20 Page High Quality PDF (Instant Download)
- Phone me bhi dekh sakti hain, Print karke fridge pe bhi laga sakti hain
- Lifetime Use
🎁 BONUS: Andar Meri Personal Story aur Real Tips bhi hain jo aapko kahin aur nahi milengi.
Note: Ye digital product hai, koi physical book courier nahi hogi. Kharidte hi download ka button aa jayega.
Made with Love,
Nahid - Ek Mummy, Aapki Dost
About the creator
More from Nahid
Check out other products


